May 7, 2011

Tere Bin - Tuj Say Juda

Tere Bin - Tuj Say Juda


 
Tere Bin - Tuj Say Juda



Kion tere bin mein ek pal ab reh nehi pati
Teri ssoch, tera khial 
hay mere dil ko tarpata

Teri pyaari batoon say milay meri dil ko sakoon
Mujhe ishq hay teri zaat say ya koi or janoon

Ho jati he tere anay say meri dunya jag-mag
Tere jatay hee har tarf andhera chata Hai


Dil to rehta din bher teri yaddon mein maghen
aab na ho gi shaied issay kisi aur say lagan.

Yeh fasle yeh doorian yeh nit-naee majborian
Teray bin, tuj say juda, ab aik pal bhee jeeya nahee Jata